Answer |
Wssalam o alykum, Ager kapro ke nijis hone ka yaqeen o itminaan na ho or namaaz ki tamaam sharait mojood hon to namaaz sahi hai. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 117 , 929 , 1113 to 1143 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |