Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question asalamualikum, mera sawaal hay ki agar hum nimaz pad rahay hay aur walidien may say koi aawaz day to jawaab deynay ka tareeqa hay ,meharbani karkay donu yanay faraz aur sunnah nimazu ka hawalla dy,, shukriya  
Answer Ikhteyari halat me wajib namaz ka tourna ehteyat wajib ki bina jaiz nahe hai. laikin maal ki hifazat aur maali ya jismani zarar(nuqsaan) se bachne k lye namaz toorne me kohe haraj nahe balke wo tamam deni aur dunyavi kaam jo namazi k lye aham ho ,in k lye namaz toorna jaiz. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 33th edition, maslah # 1146) Lekin mustahab (sunnat) namaz halate ikhtiyar me bhi torna jaiz hai. (ref: ulwatul wusqa, aqa sistani , pg: 21o, jild: 2.)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.