Answer |
Wssalam o alykum, Dua e Tawassul ko 14 din tak rozana baad e Namaaz e Fajar 2 rakat Namaaz e Hajat pharne ke baad pharye, or halat girya o zari main Allah Qadir o Tawana se apni hajat ko bayaan karain.(Ref : Naeem ul Al-Aamaal , pg # 41 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |