Answer |
Niyat main itna kafi hai ke ap jaante hon ke Allah Taala ke liye phari jaane wali namaaz kon si hai or niyat sahi hone main jumme ke din ka koi dakhal nahi hai.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 930 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |