Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Yes 
Question A/a sir, meira aik dost ladkiyon say phone pe baat karnay kay baad ya kisi khoobsoorat ladki ko dekhnay waqat apni azoo makhsoos say goond (paste) of watery colour niklana ussay shuroo hota hai, kya aysay main ghusal karna farz hojata hai ya nahin. Jawab kay saath ref. aur hadith bee quote kijeayaiga.  
Answer 1) jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahi q ke ghuna me mubtila honay ka khof majood he (Ref: kitab nigah aur libas ques # 106,pg # 69) 2) Agar kisi shaks k badan se koi ratubat kharij ho aur wo ye na janta ho kay ye mani hai ya phishab ya koi aur chease ,agar wo ratubat shewat k sath aur uchal kar nikle ho aur is nikalne k baad badan suss ho gaya ho to wo ratubat mani ka hokum rakhti hai laikin agar in 3 ealamaat me se sari ki sari ya khuch moujood na ho to wo ratubat mani ka hokum me nahe aai ge (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail,33rd Edition,maslah # 345 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.