Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question AsA mera swal hy kia shohar apni bewi pr pabandi lgay k wo apny maa baap sy na mily to kia bewi ko shohar ki baat mani chahiy jb k maa baap ka koi qadur bhi nahi aur jo shohr apni bewi pr hath uthay un ka kia anjam hy  
Answer Biwi apne shohar ki mukhaalifat kar ke ghar se bhaar nikalna jaiz nahi hai. Auratoo k hoqooq mai sai hai k mard isay aeziat aur aazar na pounchay aur kisi sharie wajah k bagair is k sath sakhti aur tursh rawi sai pesh na aye (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 2376) ). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.