Answer |
Wssalam o alykum, Ulama hazraat ki bataae hoi sura o zikar ko jari rakhain, han Shadi ke jaldi hone ke liye rozana raat ko sone se pehle Sura e Yaseen ki tilawat karain. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal , pareshani # 18 , pg # 18 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |