Answer |
Apka nikah sahi nahi hai, Nikah k alfaz arabi men ada karna zaruri hen jo k arabi men or agr arabi ap na jante hon to is surat kisi or zaban men bhi hosakta hai albatta ye zaruri hoga k alfaz ayse ho jo arabi wale alfaz ka mana dete hon, faqt likhne , signature krne ya quran ko gawah banae se nikah nahi hota, isi tarah larki k wali (bab ya dada) ki ijazat zaruri hai lekin in me se ko zinda na ho to phir kisi ki ijazat zaruri nahi hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2332341-42). Update on dated 29-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) |