Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalam o Alaikum, Agar koi ghusal k 2 faraiz ada kr le yani kulli kr le or naak mein paani daal le or poray jism pe pani bahanay se pehle uski gas nikal jaye ya wo poray jism pe pani baha raha ho ya baha chuka ho or phr gas nikal jaye to kya dobara ghusl start krna pary ga 
Answer Wssalam o alykum,G nahi ghusl to kisi surat men b dubarah krne k zaurt nahi hai, or khlli krna or naak men pani dalna ghusl k faraiz men se nahi hai hai, balkr sar or garden or pura jism dhona farz hai, or agr is k darmiyan men reeh (gas) kharij hohjaye to phir ehtiyaat e lazim ki bina per namaz ke liye wazoo karna hoga.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 384 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.