Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salam alaikum. mera sawal ye hai ki kya chipkali body par girne se gushal jaroori hai ya bed par gir gayi to bed sheets wash karna jaroori hai or agar kapda wash kar ke sukhne ke liye wall par rakha hai or wash kiye huye kapde pa chal jaye ya touch kar de to usko fir se wash karna padega kya ya pahna hua kapda tanga hua hai uspar gir jaye ya uske pichhe ya upar chal de to usko wash karna padega kya namaz padhne ke liye plz answer me or is question ka answer mujhe mere id par send kar sakte hai plz 
Answer chipkali paak hai . Chipkali k body per girne se ghusl wajib nahi hota hai . Aur body ko dhona ya ghusl karna zarori nahi hai aur baghair ghusl k namaaz perh sakte hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #80,before 344 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.