Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question agar kisi jagha per yani zameen per aloodghi ya napaki lagy hoy hy to os jagha ko kis tarah pak kia ja sakta hy. 
Answer Agar wo zameen jis ka farash phater ya eentoon ka ho ya dosere sakht zameen jis me paani jzb na hota ho najis ho jaay to wo zameen qaleel paani se paak ho sakte hai laikin (nijaasat door kane k baad) zarori hai k is per itna paani daala jaay k behne laghe .jo paani upper daala jaay agar wo kise gharhe waghaira se bahar na nikle aur aik jagha jama ho jaay to is jagha ko paak karne ka tareeqa ye hai k jama shuda paani ko kaapre ya bartan ki madaad se bahar nikaal diya jaay.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 174)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.