Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalam mualaikum May ACCA ki student hon pehly much paper ACCA Kay may NY asani say pass kiya lakin 2 saal say mughy kamyabi naseeb nhe ho rahe may boht pareshan hoon air boht mayoos ho gahe hon kisi cheez may dil the lagta namaz may bhe dil nhe lagta aur namaz bhe parhe nhe jati abhe dobara imtehab diya hain natija February may Ana Hai mughy koi wazifa batahain may apni taleem jaldi khtm krna chahti hon pehly he kafi saal waste ho gahai .damage taiz krny ka bye wazifa batahain shukria 
Answer Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.