Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question slam o alikum sir mera sawal yea hai k hum meya bewi k darmyaan ahey din koi na koi mamloi mamoli bato mae ikhtlaaf rehta hai jes bato ko kudh mae sudhar paeda karti hun pher naey naey masail paesh karta hai mera husband mera sawal aap say yea hai k kal rat hum meya bewi mae kesi bat ko laekar shadeed larai hoi jeski wajah say meray husband nea mujay behad nazebah alfaz kahey meri beti jo 3 saal ke hai pass he khari thi me ne uskay ser pae hath rakh k qasam khai k aaj k bad say me tumary pass tak nahi aogi na he tumary sawalo ka jawab dogi mujay pata hai majboran jana rehna to us shkas k sath he hai or darr rahi ho k ab meri beti ko kuch na hojahey ager kabi b apnay husband k sath razi say rahi to plzz oulaad ke qasam k bary mae meri rehnumai kejeyain. 
Answer Aisi qasam sahi nahi hai lehaza us qasam per amal karna wajib nahi hai aur kaffara bhi wajib nahi hoga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2634). Update on dated 23-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.