Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalamaliekum, Mai shadi shuda hoo, alhumdollilah 3 bacchey hai, mai ek talak shuda se nikah karna chahta hoo our wo bhi chahti hai, kya hum nikaah kar saktey hai, kya hum dono ko walidein ki razamandi ki zarrurat hai, ager wo razamand na huey tou hum nikaah kar saktey hai?. Kindly reply me on email as soon as possible. 
Answer Mard k lie Aik se ziyada shadi karna riwayat ki roshni me mustahab hai. Aur dosere shadi karna makro nahe hai. .(Ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 3, ques # 105, pg # 53) Agar lerki kawari na ho tu os k liay baap ya dada ki ijazat ki zororat nahi hay.(Albatta larke k liye baligh hone ke bad nikah k liye walden ki ijazat lena zaruri nahi hia)(yahaan kawari na hone ka matlab sirf ye hay k aisi lerki jo talaaq yaafta ho ya baywah ho or oskay shohar nay oskay saath hambistari /jima (intercourse) kia ho or oskay kawaraypan ko khatam kia ho or oski iddta bhi khatam ho chuki ho, (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2341,2342).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.