Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question que.. akhbariat kya hai ? nd iska maqsad kya hai ye kon log hain ? plss answr in details ..?? 
Answer Akhbari Mazhab e Shia k un Ulama ko kehte hain jo fiqhi Ehkamaat ko Riwayaat se Ilm e Usool (aj ke dor main ik esa ilm hai jo ehkamaat ko hasil karne main madad deta hai) ke bageer hasil karte the. Or in k or Hamare maqsad (Allah Taala k ehkamaat ko hasil karna) main koi farq nahi hai. or un k Ilm e Usool ko na-istemaal karne ki wajohaat main se aik ye hai k Ilm e Usool us waqt mojood nahi tha.(Ref : Al-Manhaj Al-Fiqhi , pg # 05 , 06 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.