Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Mera 1 Question hai...main ny bht kuch parha is baary me but main yaqeen nai kr skti jab tak main Quran Pak me Na parh lun..mujhy ye bt poochni hai k syed larki agr kisi Nonsyed sy pyar krti h aur vo larka b bht pyar krta and 2no shadi krna chahty hain to kya ye shadi ho skti h..hamary khandan valon k mutabiq ye h k syed larki ka nikah non syed sy jayiz nhi Infact Gunah hai..plz Quran ki roshni sy Detail btai jaye plzzz its very Important... 
Answer Mujtahideen k diye howe 1 hukum ko samajne k liye kafi Uloom ko phar kar samajna zarori hai (maslan Mantiq, Ilm e Usool, Ilm e Fiqh, Ilm e Rijaal ect) pas is wajah se is hokum ki illat o sabab ko yahan bayaan karna or ap ka samajna mushkil hai, keh Syed Shia larki ka nikah Shia larke se jaiz hai, chahe ye larka syed ho ya nah ho. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 3, Maslah # 221 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.