Answer |
Wssalam o alykum, ager ye on sifaat ke saath (shehwat, uchal ke nikalna, nikalne ke baad badan ka sust ho jana) nikal raha ho jin ke sath mani ehtilaam ki halat main nikalti hai to ye mani hai, or ager in sifaat ke sath nahi nikal raha to mani nahi hain or gusal wajib nahi hai or na hi wazo batil pas namaaz phar sakte hai. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 345 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |