Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salam sir mera sawal ye ha k agar jummay ki namaz me pehli rikat ma shamil na ho paun to kia dosri rikat se namaz me shamil ho sakta hun koi ashkal to nahi ? w.salam jawab ka muntazir  
Answer Agar muqtadi(namazi) nama e juma ki doosri rakat k ruku se pehle imam k sath shamil ho jay tu oski namaz sahi hay or wo os k baad aik rakat furada perh le ga or agar wo doosri rakat k ruku main shamil ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per is namaz e juma per iktefa nahi ker sakta or zarori hay k zuhur ki namaz perhe. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # before 720 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.