Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question agar koi larki apni marzi say shadi na karay to is ka koi guna hai 
Answer Rasool Allah (s.a.w) se marvi hadees ke mutabiq ager Rasool Allah (s.a.w) ki itaat ki chahat hai to shadi karni chahiye. OR. Ek or hadees main he k jis ne shadi ki us ne apna adha deen bacha lya is k ilawa agar shadi na krne ki waja se gunah main mubtila (involve) hone ka khoaf ho to shadi krna wajib he.(Ref : Aqa Sistani,Jadeed faqhi masail , masla # 385 , eidition # 5)(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2407). Update on dated 26-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.