Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question AGER KOI ALLAH SE KISI KAAM K NAA KERNY KAA WADA KERY K ME YE KAAM NAHI KERONGAA EK MAHINY TEK YAA 2 MAHINY TEK PER KUCH DIN BAAD WO KAAM KAR LAY TO ISKAA KAFARA KIA HOGA (AGER BENDY NE KOI KASAM WAGAIRAA NAHI KHAI PER ALLAH SE WADA KIA HO K ME YE NAHI KERONGAA) 
Answer Agr apki murad wada krne se Allah se ahad krna hai or apne Allah se Wada krte wqt is tarah ka jumla kaha tha k “Men Allah se Ahad krta hun” to is ahad per amal na krne ki surat men ap gunahgar hen or zaruri hai k kaffar den aur is ka kaffara 60 faqeero ko pait bhar k khana khilaen ya 2 mahine musalsal roze rakhna hai. Lekin Agr apne zaban is tarah ka jumla ada nahi kiya to ap per shareeat ki janib se koi hukm nahi.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2631,2632). Update on dated 31-07-2015.. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.