Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Aslmkm uncle mai ek ladkay Ku chahtyn aur WO mujhey chahta hai par shaadi karnay k liye bahot tym layray hai aur meray ghar walay jaldi karna cha ray..please app aysa koi wazifa bataye ki mai usku razi karlun..jazakallah 
Answer Wssalam o alykum, Sura e Ahzaab (sura # 33) ko hath say likh kar ik dabbay(box) mai band kar ke apne ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz ik bar parh kar dua mangain. (Ref : Naway e salaheen pg # 352). Wazifa batanay k sath aap ko ik Shariat e Muqaddasa ke maslay ki taraf mutawajah kia jata hai:is terhan ki dosti o mohabbat shadi se pehle sahi nahi hai. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.