Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question meri aik dua hai jo mein taqreeban 6 saloon se Khuda se maang rahi ho magar nahi pata ke Allah ki kia maslehat hai ke dua pori hi nahi horahi hai. bazahar tou us dua ke pora hone mein sab gharwaloon ka faida hai magar samjh nahi ata ke kia wajah hai??mein kaisaay Allah se apni dua poori karwao? 
Answer Dua e tawassul ko har waqt perh saktay hain, laikin kisi khaas maqsad k lie is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad 2 rakat namaz e hajat ada kernay k baad perh kar dua mangain. insha allah parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.