Answer |
Mustahab hai k maiyyat k liay quran khani kare aur maan baap ki qabar per ja k allah se apne hajate talab kare . ( maiyyit k jo wajebaat hain maslan namaz , roza , khums waghaira un ko ada kare) . (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #623 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|