Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Asalam-o-Alaikum. Janab mera sawal ye hai ke mere Grand Father ki death ke bad jaidad taqseem honi hai. jisme unke 6 larke aur 2 larkiya hain usmese aik ki death ho chuki hai.ab jis bande ki death hwi us se uski aik beta hai ab sawal ye hai ke uske bete ka hissa hoga ke ni? 
Answer Potay (Grandson) ko hissa nahi mile ga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2691). Update on dated 29-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.