Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question maine ek 7 saal k ladka ko gandi niyyat se bosse lye thhe lekin meri umr oos waqqt 15 saalthhi aur mai oos waqt poori tarah se baaligh nahi hua tha kya aaqirat me meri magfirat ho paayingi ?  
Answer 1)lerkay k baligh honay ki alamaat 3 cheezo main se aik hoti hay: i) naaf k neechay or sharamgaah se oper sakht balo ka ugna. ii) mani ka kharij hona. iii) bina bar mas’hoor umar k 15 qamri(yani chand k hisab se) saal poray kerna. Cheray per or hoonto k oper sakht balo ka ugna ba’eed nahi(yani fatwa ki bina per) keh blughat ki alamat ho.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Tauzihul masail, Maslah# 2215-16) 2)Toba karein Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karte he aur aisa hirgis nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. Aur ghuna se bachney k lie mazboot irada chahiea. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.