Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salamun allaikum...! sir me ek din namaz e shab ada krahi thi..namaz e shifa k doran bht khatarnak zalzla aya js se be-ikhiyari me mjh se namaz toot gai...!! to kia koi kuffara hoga..? or khof se namaz k toot jane k ehkam b bta dijiye...! 
Answer Ikhteyari halat me wajib namaz ka tourna ehteyat wajib ki bina jaiz nahe hai. laikin maal ki hifazat aur maali ya jismani zarar(nuqsaan) se bachne k lye namaz toorne me kohe haraj nahe balke wo tamam deni aur dunyavi kaam jo namazi k lye aham ho ,in k lye namaz toorna jaiz. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 33th edition, maslah # 1146) Laikin mustahab (sunnat) namaz halate ikhteyar me bhi tourna jaiz hai. (ref: ulwatul wusqa, aqa sistani , pg: 21o, jild: 2.) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.