Answer |
(Is tarah ki mohabbat islaam k nuqta e nazar se jaiz nahi nhi, Albatta islam pasand ki shadi se mana nahi krta)Ap Suraurh e ahzaab ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 352) |