Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question mera computer ka business tha or acha chal raha tha laikin phir aahista aahista kaam kum hoota gaya or ma bohat ziada qarz ma doob gaya hoon ab naya kaam start kiya ha liakin us ma b kamiyabi nahi ho rahi ap koi wazifa bataien jiski waja se mera karoba kamiyab hojaie 
Answer Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maida surah # 5, ayat # 114, ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab’ban’a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.