Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Mera sawal yay hai k kya mazi say kapray napak hojatay hain ya nhi aur un kapron mian jin kapron pay mazi lagi ho namaz parh saktay hain ya nhi ..aur agar mazi jism k kisi hissay pay lag gaye to ghusal karna paray ga ya us hissay ko pani say saaf karna paray ga ..?Aur jism pay say saaf karna lazmi hai ya nhi kapray change karkay wuzu karkay namaz parh saktay hian..  
Answer Wo ratubat jo khabi khabi shehwat ubhrnay par mard ki penis sai kharij hoti hai osay mazi kehtay hain, agar peshab us se mila hua na ho to pak hai, aur is halat mai jab k mazi pak hai to yaqeenan jism or kapron ko najis nahi kregi lehaza namaz aur doosri ibadaat kar saktay hain.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 70) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.