Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Ap ne qad barhare ka yeh jo wazifa btaya ha (Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay- i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) mera sawal yeh ha k Kya in sab ayaat ko ek sth mila k 11 bar parhna ha yn pehly 1 ayat ko 11 bar parh k phir baqi sab ko b alag se 11 ,11 bar parhna ha????? 
Answer sab ayaat ko ek sath mila k 11 bar parhna hai. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.