Answer |
Sura e Ahzaab (sura # 33) ko hath say likh kar ik dabbay(box) mai band kar ke apne ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz ik bar parh (tarjume ke sath) kar dua mangain. (Ref : Naway e salaheen pg # 352).
Wazifa batanay k sath aap ko ik Shariat e Muqaddasa ke maslay ki taraf mutawajah kia jata hai: Shariat e Muqaddasa main is terhan ki mohabbat jaiz nahi hai. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
|