Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Asalamoalaikum mjh ye pochna tha k mene khula li ha do din phle or aj se iddat shuru krni th asar maghrib k bad lkn mere ayam (haiz) shuru hogae hen to kya is halat me iddat shuru krskti hn? agr nh to kya phr is haiz k bad mjh 3 or haiz pore krne honge? 
Answer Agar talaq k k khuch diar baad haiz aay tu ye aik shumaar ho jata hay or is haiz k baad mazeed do haiz ka or intezaar kia jaey or jaise hi teesra haiz aay gat u aap ki iddat khatam ho jaey gi. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # , Eidition 1427 hij). Update on dated 07-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.