Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam, Agha Sahib, sb sy pehly ham Rab e Kareem sy Doa Goo hy k apko iss Azeem kam k krny pr ajr e Azeem Ata Farmayee. Ameen. Molana sahib mera ak question hy kindly jawab jald sy jald send kr dena ap ki mehrbani hoo gii ta ham islam pr amal pera hoo sky. Agha Sahib mera swal ye hy k kia ak insan jis ka nikah hoo chuka hoo magr abi Rukhsti na howi ho matlb abi Shadi na howi hoo aur us ki wife abi apny Parents k gaar ho to kia woo walden parents sy chup kr rat ko ya kisi bi waqt donoo mill skty hy maa baap ko dhoka dy kr ku k abi hamry moshara to uny milny ki ijezaat ni deta ku k abi un ki shadi ni howi just nikah howa hy ? kindly jawab zaroor de dy jald sy jald. kia agr wo donoo chup kr milly aur just kiss hug etc kry to koi gunha to ni hy ku k un k parents to abi ye bardasht ni kry gy naa ? plz give me the answer with detail. Allah paak apki Tofeiqaat mein Izafa farmayee ameeen.  
Answer Sigah nikah k zarie mard aurat per aur aurat mard per halal ho jate hai(yani mian biwi wale talukat qaim ker sakte hai) laikin nikah k baad aur rukhsati se phele agar larki apne baap k ghar me ho to us larki k shohar k lie us larki k baap k ghar me aane jane aur larki se raabte k lie zarori hai k larki k baap se ijazat le . (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) before Masla # 2328) ,(ref: nigha o libaas ,dafter aqa sistani). Update on dated 19-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.