Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Mera javab yeh ke maine kch galat kam kara tha aur woh usko pta chalgya jisse main bht pyar karta hu aur jiske sath main bht jald nikah main ane wala hu woh bhi mjhpe aur meri ksm pe bht yakin karti hai magar hal hi main kch aisa hogya ke mujhe majburan Allah ki jhuti ksm khana padi kiyunki agar sch btata toh rishta tut jata hmara .toh aise mjhe ab kiya karna chahiye jo gunah mjhse hua ek bar nahi 4 .5 bar ksm khayi maine plz help me jitna jaldi hoske aur jiss ke dar se maine ksm khayi woh rishta bhi tut chuka hai ab.plz help me . . Asslamu aleikum 
Answer Agar koi shakhs qasam khaye k me jo kuch keh reha hoon sach keh reha hoon to agar sach keh reha ho to qasam khana makrooh he aur agar jooth bool reha ho to haram hai,Lakin is k kaffara nahi hota he (lekin chonke ye ek haram kam hai lehaza istighfar hi iska kaffar hai). (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2638). Update on dated 23-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.