Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name gusul ka tarikha 
Question assalamualikum, mujay gusul ki duva aur gusul tarikha batya..... 
Answer Ghusl kernay k 3 tareeqay hain. i) Ghusl e Tartibi(sequence) ii) Ghusl e Irtimasi tadrijee(gradual immersion bath). iii) Ghusl e Irtimasi daf’ee(Immediat immersion bath). Ghusl e tertibi ka tariqah ye hay k sab say pehlay ghusl ki niyat say sar(Head) or gardan(Neck) ko mukammal dhoya jaye, or is k baad poray badan ko aik saath dhoya jaay.or behtar ye hay k badan ko do hisson men dhoya jaye pehlay badan ka right(seedah) hissa or baad main left (ulta) hissa. Ghusl men jism k tamaam hisson tak pani pohchana wajib hay.(Ayat_ullah Sistani(d.b), Tauzeeh_ul_Masaail, maslah # 360 to 389).(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.