Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam mera nam danish hy mera question yai hy k mein jab b hand practice karta ho to foran ghussal karta ho but problem yai hy k phir b mani k kuch katrat nikalty rahte hy ghussal 2 3 ghante tak or kiya un katrat se wazo toot jata hy k ni 
Answer Wssalam o alykum, ye amal (hand practice) haraam o guhnaah e kabeera hai, lehaza toba karain. (Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30,eidition 2009). Mani nikalne k bad insan k liye peshab krna mustahib hai agr peshab na kre or ghusl k bad us k peshab k maqam se ratoobat (liquad) nikle jis k bare men wo ye na janta ho k mani hai ya koi or ratoobat to wo ratoobat mani ka hukm rakhti hai.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 347 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.