Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assamo alaikum agar fajar ki namaz qaza hogai hai to kya jumme ki namaz aada hogi yta pehle fajar ki qaza namaz aada karni hogi 
Answer Wssalam o alykum, fajar ki namaaz ka pehle ada karna zarori nahi hai, pehle juma namaz ada ki ja sakti hai.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 720 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.