Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question my daughter syeda we got one boy suni but he love shia and his molaai boy fathers like my daughter he want marriege with my daughter so how can we do nika 
Answer Ager is shadi se beti ke deen o emaan main tabdili ka imkaan na ho to nikah ke sahi hone main niche di gaae sharait ka hona zarori hai, 1 – ager larki kawari ho or us ke baap ya dada ya pardada zinda hon to ye is nikah se razi hon, 2 – mard o orat izdiwaaj per razi hon.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 2335 , 2341 , 2342). Or ager Deen o Emaan main tabdili ka imkaan hia to sunni larke se shadi jaiz nahi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part #1 , sawaal #134, pg # 70 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.