Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salam o alikum. sawal ye hai k mery mamo nay meri maa say jaidad say nikalny k garaz say ghalat yani k jhoot bol kar angota lagaya hai aur gawahan bhe apny marzi ka likha hai jab k gawaho ko pata he nahe hai to keya ab us jaidad mai say mary maa ka haisa baqi hai k nahe islam mai is qisam kam ke koi saza hai aur agar ham un k khelaf adalat mai kaise karty hai to keya hamara kaise jaiz hai k nahi  
Answer Wssalam o alykum, Jee haan aap ki waalida ka Sharee taur per us jaidaad men hissa hai, or aap ki waalida ka us ko adalat k zarye wapas lena jaiz hai.(Ref : Aqai Sistani,Jadeed faqhi masail , masala # 225 , eidition # 5 ). Update on dated 25-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.