Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assallam.o.allaikum w.w touzee.ul.masail ya or aisy mujtahideen ki books mai masoomeen k farman pe hain ya k mujtahid ki apne farman hai 
Answer Wssalam o alykum, jesa ke Masomeen (a.s) ka qool Muhammad e Mustafa (s.a.w) ka qool or In (s.a.w) ka qool Allah ka qool hai, pas qool ik hai lekin kabhi Quraan ki to kabhi Nehj ul Balaga ect ki shakal main, is hi terhan Mujtahideen ka qool bhi Masoomeen k qoal ka natija hai jesa ke Imaam e Zamana se marvi riwayat se ye matlab nikalta hai ke Geebat e Kubra ke zamane main peesh aane wale halaat ke silsile main hamari hadesoo ko bayaan karne wale Raviyoon ki taraf ruju karo, kun ke wo hamari taraf se tum per us hi terhan hujjat hai jis terhan ham Allah ki taraf se hujjat hain. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 33 , maslah # before fehrist , 01 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.