Answer |
Wssalam o alykum, Mujtahid ke wakeel se mil kar apna masala bayaan karen.(Ref : Aqa Sistani,Jadeed faqhi masail , masala # 413 , eidition # 5).
Imaam Jaffar o Sadiq (a.s) se marvi riwayat ke mutabiq, her raat ko sone se pehle sura yaaseen ki tilawat karain. (Ref : mafaati ul jinaan , topic # Fazilat e Sura e Yaseen , pg # 04 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai) |