Answer |
Darj Zail Asma e Husna ko talab e aulad ki niyat sai 40 roz tk har namaz k baad bila-nagah 40 martba phare to wo sahib e aulad ho ga. Asma e husna ye hain ﯿﺎﺍﻭﻞ ﯿﺎﺑﺎﺮﺉ ﯿﺎﻤﺻﻮﺮ ﯿﺎﺨﺎﻟﻕ ﯿﺎﻤﺑﺪﺉ (Ref : Naway e Salaheen pg # 401).
Hazrat Imam Mosa Kazim a.s. se marvi riwayat ke mutabiq, doodh mai sahad mila kar piyain. (Ref : kitab tib e nabi akram s.a.w.w. pg # 111 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |