Question |
asslamualaikum warehmatullah wabarkatahu , sir main ek ladke se bahot pyaar karti hu , unka naam arif hai , par masla ye hai k main talaaq shuda hu... arif bhi mujhse pyaar to karte hai but shaadi k liye raazi nahi hai ... sir mujhe aisa wazifa batayiye k mera nikaah arif se ho jaye... |