Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Reminder dated 17-03-04 Assalomoaliquam, 1 Moulana saib merasawal ye hi ke agar kisi pe Khums bari mikdar meai wajib ho aur woo Mujathed ki wakill se ijzat lay yien quistoo main ke her mahn farz Karin 5000/ ada kere ga. Ab ius ki karobar main musalsal barkat ho rehi hai to us nain wakill se rujoo kia to unhoo nain kha ki theek hai app quistten jari rakheen magar abb app ki monthly kisteen 5000/ se bar kar 10000/ ho jai gee . Too us waqat us nain hami bhar lee magar aub woo chaa ra hi ki quistten whoi 5000/ hi rahin ya kisi month 5000/ aur kisi month 10000/ jab ki us mein her month 10000/ deine ki taqat hi. 2 Agar koi lain dain ki doran jalli curreny note 500 yan 1000 ki de da to is bare main kia hukamm hi jab ki abb denin walla dastaras se bhar hai ? kia main bi woo note agaee bara doon yahn yee nuksan bardasht kar loo akhar kab tak kaiunkee hamer yehain too ahi din yee hota rate hai. please reply me at your earliest. 
Answer Salam un alaikum, 1) Aap mujtahid key vakil sey dobara musalihat kijye. 2) Aap yeh note aagay nahi dey saktay, albatta bank ko yeh note dia ja sakta hai.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.