Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Asalam walecum mera sawal yeh hai ke maa ki jaidad(zevar aur paisay) mein kia beti ka utna hi hissa hai jitna walid ki jaidad say mila yani betoon say half yeh Maa ke sub kuch beti ka hota hai agar koi wasiyat na ho to 
Answer Aulad me agar beta or beti dono moujood hoon to marhoom maan ya baap k maal se bete(son) ko beti (daughter) k se dugna(double) hissa mile ga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2694). Update on dated 29-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.