Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Sir mera sawal ye he ke mre shadi 18 oct ko hui aur meri wife ne 4 nov ko mre wife ne mjhe pregnancy strip lane ko kaha. Usk check krne ke baad result positive aya. Us ke baad wo dr ke paas nh gye mre 2 se 3 din kehne ke bawajood. Usk baad 8 nov ko wo dr ke paas gye to usne kaha ke apka miscarriage ho gya. Ye baat mre wife ne mjhe btai lekin mjhe is theory per doubt he. Please mre help kijye i am so confused. 
Answer Aisa possible ha ke hamal thairnay(pregnancy) ke kuch hi din bad hamal saqit (miscarriage) hojay. Agar bache ki khilqat na mukammal ho lekin khon ka lothera ya gosht ka tukrha honay ki halat se guzar chuka ho or phr gir jay tu bhi jo khon 10 din tak ourat ki sharamgah se kharij ho wo khon-e-nifas kehlay ga.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, Maslah # 500) . (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.