Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question kia jammat namaz mai surah hammad aur baad surah hammad ki tilawt karnai kai bari mai kai hokum hai? 
Answer Zarori ha k muqtadi(imam k peeche namaz jamat perhne wala) Alhamd or surah ke ilawa namaz ki sab cheezay khud perhe,or alhamd or sorah nah perhe, lekin agar iski 1st and 2nd rakat imam ki 3rd or 4th rakat ho tu zarori hay ke alhamd or surah bhi perhe.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Maslah#1442,43 Tauzeehul masail 31th edition). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.