Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Mera ye question h k mene apny papa ki qasam khai h or Allah ki ab jis ki wja s mene khai th wo wapis nae le rha h lekin m wo kam krna chah rhi hn agar m kasam torti hn tw kia hoga kia kufr h  
Answer Aap ne jo papa ki qasam khai hai ye qasam sharae shumar nahi hogi, Albatta agr apne Allah ki aisi qasam khai ho jo sharae qasam ki sari sharton per mushtamil hon (jese apne frmaya k Allah ki qasam khai hai) to is surat men is qasam ki mukhalifat kerne se aap gunahgar hojaen gay, lehaza aap per kaffar dena wajib hojayega, yani 10 faqeeron ko pait bhar ker khana khilaey ya phir unhen poshaak (libaas) pehnaey.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2633-34). Update on dated 23-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.