Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salam, meri beti ki age 30 ha. wo aik educated, achi shakl o sorat aur seerat ki malik hai, us ka kafi arsah say rishta dhond rha hoon, laken kabhi koi munasib rishta nahi aaya ya nahi mila. Plz koi wazifa bata dain aur dua bhi furmain  
Answer 1)Surah e ahzaab ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 352). 2)Dua e tawassul ko har waqt perh saktay hain, laikin kisi khaas maqsad k lie is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad 2 rakat namaz e hajat ada kernay k baad perh kar dua mangain. insha allah parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.