Question |
aoa, hm per meray chacha ny kala jadu kiya hy, jis k asrat poray ghar per hain. khasoosan meri bari behn pe, q k hum ny unhi ka rishta dainay sy inkar kya ta, unki yadashat din ba din kamzor hoti ja rhe hy, even k roz mara ki batain b bhool jati hn. jadoo k asrat un per boht numayan hn, hum boht sy aamloon aur molviyoon k pas gaye laikin koi faida na hoa, is sorrat e haal sy hm sab boht parayshan hn. baraiy meherbani ap is jadoo k tor aur ainda b un k shar sy bachnay k liay koi wazeefa tajveez farmain. jazakALLAH |